"kahna ko to mara
Rubru ho Tum
magar fassla be khatam hona ka name nahi lata
kesi ko btay be to Kya btay
log kaha samajta ha Huma
ankha be ketni ajeeb cheez ha nadani to dakho in ke Jo waqt sa dhoka kha jati ha
itfaq be bara ajeeb ha dhoka milna ka badee be Jo Nazar ata ha usi per atbar Karlati ha
bawfa per atbar Kara gi to bawfi to Mila gi he atbar to tuta ga he jab atbar tota ha to malom parta ha waqt guzar chuka ha sab khatam ho Chuka ha sab bhikhar chuki h koye faida nahi wo Chala jata ha or pecha rah jata ha ak jism Jo sans la Raha ha magar zinda nahi ak Dil jo dharak Raha per muqamal nahi kabhi kamil tha magar ab Raha nahi"
layeba